Zid Hai Ke Barf Ka Ghar Banau Mai,

  • Work-from-home

shar

Newbie
Aug 2, 2014
27
14
3
zid hai ke barf ka ghar banau mai,
suraj sa fursh hawas sa chat bnau mai
faqat ak he kafi hai es arzoo ka ley
phir kyo adam ko khud banau hai...............

plz comment on it.wat chang mak these lins perfact????
 
shar

Newbie
Aug 2, 2014
27
14
3
zid hai ke barf ka ghar banau mai,
suraj sa fursh hawas sa chat bnau mai
faqat ak he kafi hai es arzoo ka ley
phir kyo adam ko khud banau hai
har qadam pr jetu ya mumkin nahi,
ak haar pr phir kyo asu bahau mai
 
  • Like
Reactions: Hira_Khan

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
zid hai ke barf ka ghar banau mai,
suraj sa fursh hawas sa chat bnau mai
faqat ak he kafi hai es arzoo ka ley
phir kyo adam ko khud banau hai...............

plz comment on it.wat chang mak these lins perfact????
janab in ashar ke zariye aap kehna kya chah rahe hain?
in ko parhne se to Allah ki insaani taqleeq par hi sawal ho rahe hain aise lag raha hai
 
shar

Newbie
Aug 2, 2014
27
14
3
janab in ashar ke zariye aap kehna kya chah rahe hain?
in ko parhne se to Allah ki insaani taqleeq par hi sawal ho rahe hain aise lag raha hai
NAHI BAHI ASA KUCH NAHI HAI . MARA KHANA HAI KE NAMUMKIN KUCH NAHI HAI AGAR INSAN THAN LAY BUT IS ARZOO KO SIRF AK KUDA PURA KR SAK THA HAI . ES KA LEAY INSAN KE MADAD KE ZRURAT NAHI HAI
 
shar

Newbie
Aug 2, 2014
27
14
3
with som addition

zid hai ke barf ka ghar banau mai,
suraj sa fursh hawas sa chat bnau mai
faqat ak he kafi hai es arzoo ka ley
phir kyo adam ko khud banau hai
har qadam pr jetu ya mumkin nahi,
ak haar pr phir kyo asu bahau mai
 
thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
@shar

koshish bohat achii hay bhai....

Main shaayer tou nahin, laikin jahan tak merii ilmii maloomat aur adab-fehmi ka ta'luq hay tou main kuch arz karna chahoon ga...

Sha'arii aik aisii zaban hay jahan khayal ki wusa'at insaan ko kahin ka kahin poohancha daitii hay, aur na mumkin cheeszin bhi karnay ka khuwahishmand rehta hay... magar soch main tasalsul aur logic ka istimaal baaz auqat 'chemistry' kay formulas say bhi ziyada paicheeda ho jaatay hain =))

anyways aap ki poetry ki taraf aatay hain:

zid hai ke barf ka ghar banau mai, (Yeh misra behtar hay, baraf kay ghar IGLOO kehlaatay hain) =))
suraj sa fursh hawas sa chat bnau mai - (Yeh na-mumkin sii baat hay, koi logic nahin iss misray main)
faqat ak he kafi hai es arzoo ka ley (iss ki tashreeh karain)
phir kyo adam ko khud banau hai (yeh sha'air tou shirk ki taraf jaa raha hay)
har qadam pr jetu ya mumkin nahi, (bohat khoob)
ak haar pr phir kyo asu bahau mai (bohat khoob)

baaqi humaray mohtaram @h@!der bhai @Seap @NailaRubab etc etc apnay comments say aap ko zaroor mustafeed karain gain, khush rahyeh and welcome to TM :)
 
  • Like
Reactions: Seap and Hoorain

Naila_Rubab

عمر بھر ادھوری محبت کا پورا سفر
Hot Shot
May 27, 2014
17,600
1,701
363
Sharjah
Q her kisi new member ko bhaghny ka theeka ley raha hai tum dono ny,......

tareef karo, tashreeh nai...Jeem Jahaaazzzz

Q bechary ki
 
shar

Newbie
Aug 2, 2014
27
14
3
Q her kisi new member ko bhaghny ka theeka ley raha hai tum dono ny,......

tareef karo, tashreeh nai...Jeem Jahaaazzzz

Q bechary ki
bahi baat to ya he hai ke kuda ke mada ager shamil ho to na mumkin kuch nai
 
Naila_Rubab

عمر بھر ادھوری محبت کا پورا سفر
Hot Shot
May 27, 2014
17,600
1,701
363
Sharjah
bahi baat to ya he hai ke kuda ke mada ager shamil ho to na mumkin kuch nai
No Doubt, lakin yeh bohat khicihai kernay waloon me sy hein, ball ki khall tak khainch lety hein, baray he adbi be-adab hein
 
shar

Newbie
Aug 2, 2014
27
14
3
@shar

koshish bohat achii hay bhai....

Main shaayer tou nahin, laikin jahan tak merii ilmii maloomat aur adab-fehmi ka ta'luq hay tou main kuch arz karna chahoon ga...

Sha'arii aik aisii zaban hay jahan khayal ki wusa'at insaan ko kahin ka kahin poohancha daitii hay, aur na mumkin cheeszin bhi karnay ka khuwahishmand rehta hay... magar soch main tasalsul aur logic ka istimaal baaz auqat 'chemistry' kay formulas say bhi ziyada paicheeda ho jaatay hain =))

anyways aap ki poetry ki taraf aatay hain:

zid hai ke barf ka ghar banau mai, (Yeh misra behtar hay, baraf kay ghar IGLOO kehlaatay hain) =))
suraj sa fursh hawas sa chat bnau mai - (Yeh na-mumkin sii baat hay, koi logic nahin iss misray main)
faqat ak he kafi hai es arzoo ka ley (iss ki tashreeh karain)
phir kyo adam ko khud banau hai (yeh sha'air tou shirk ki taraf jaa raha hay)
har qadam pr jetu ya mumkin nahi, (bohat khoob)
ak haar pr phir kyo asu bahau mai (bohat khoob)

baaqi humaray mohtaram @h@!der bhai @Seap @NailaRubab etc etc apnay comments say aap ko zaroor mustafeed karain gain, khush rahyeh and welcome to TM :)
SHUKRIYA JANAAB AAP MUJH SA BHATER HAI BUT MAI KUCH KAH SAKTA HU...JES BAT KO AAP NAMUMKIN BTA RAHAY HAI US KA JAWAB AGLE LIN MAI HAI JANB FAQAT AK HE KAFI HAI ES ARZOO KA LEAY.........AUR JAHA AAP SHIRK FARMA RAHAY HAI .WAHI DEHYAN SA PADO BAHI ....SAWALIY JUMALA HAI UN KA LEAY JO HAR BAT KA LEY INSANO KE TARF BHAGTAY HAI JAB KE KHUDA HAR NAMUMKIN BAAT KO BHE PUR KRNAY PR QADIR HAI
 
  • Like
Reactions: thefire1

taseeh kay liye shurkiya, main nay tou apni rayii say aap ko aagaha kia aur kahan kaha kay main aap say behtar hoon..

yeh @NailaRubab hi aag laga rahii hay.... :)
 
shar

Newbie
Aug 2, 2014
27
14
3
Bawajha na baat baday kro,,baat krnay ka hunar ho to muh ko azmaya kro.
Faqt kuch be kah dana ya to saleqa to nahi.
Abab sekho phaly pher mahfil mai aya kro..
 
  • Like
Reactions: JUST LIKE ROZE
Top