امت محمدﷺ کس چیز پر جمع ہوسکتی ہے؟

  • Work-from-home

امت محمدﷺ کس چیز پر جمع ہوسکتی ہے؟

  • کیا فقہ حنفی پر متحد ہوسکتی ہے؟

    Votes: 0 0.0%
  • کیا فقہ شافعی پر جمع ہوسکتی ہے؟

    Votes: 0 0.0%
  • کیا فقہ حنبلی و مالکی پر متحد ہوسکتی ہے؟

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    29

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
امت محمدﷺ کس چیز پر جمع ہوسکتی ہے؟
کیا فقہ حنفی پر متحد ہوسکتی ہے؟

کیا فقہ شافعی پر جمع ہوسکتی ہے؟

کیا فقہ حنبلی و مالکی پر متحد ہوسکتی ہے؟

کیا قرآن و حدیث پر جمع ہوسکتی ہے؟
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
  • Like
Reactions: lovelyalltime

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
امت محمدﷺ کس چیز پر جمع ہوسکتی ہے؟
کیا فقہ حنفی پر متحد ہوسکتی ہے؟
کیا فقہ شافعی پر جمع ہوسکتی ہے؟
کیا فقہ حنبلی و مالکی پر متحد ہوسکتی ہے؟
کیا قرآن و حدیث پر جمع ہوسکتی ہے؟
lekin ye to bohat he common bat hai ....ap ko is k lie poll ki q zarurat mesus hui
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
lekin ye to bohat he common bat hai ....ap ko is k lie poll ki q zarurat mesus hui
common bat ab nahi rahi
aap khud misal is forum par dek sakte loog fiqh ke lie kaise lar rahe hy
aap jitna bi daleel dedo quran aur hadees se lekin us ko thukra dete hy aur apne imam ki baat karte hy
to laazmi zarurat hy sab ko sirf aur sirf quran aur hadees par jama kia jae aur is par hi kisi ko jama kia jaa sakta hy bas[DOUBLEPOST=1349252658][/DOUBLEPOST]
Quran o hadees pr zahir si baat hy
baqi firqon ki mjhy smjh ni ayi :s X_X
baki 4 mashoor firqe hy jis me se ek hind o pak me mashoor hy
lekin haq baat sirf quran aur hadees ki hi hosakti hy kisi firqe ki nahi shukria
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
common bat ab nahi rahi
aap khud misal is forum par dek sakte loog fiqh ke lie kaise lar rahe hy
aap jitna bi daleel dedo quran aur hadees se lekin us ko thukra dete hy aur apne imam ki baat karte hy
to laazmi zarurat hy sab ko sirf aur sirf quran aur hadees par jama kia jae aur is par hi kisi ko jama kia jaa sakta hy bas[DOUBLEPOST=1349252658][/DOUBLEPOST]

baki 4 mashoor firqe hy jis me se ek hind o pak me mashoor hy
lekin haq baat sirf quran aur hadees ki hi hosakti hy kisi firqe ki nahi shukria
hmm sahi
 
whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
common bat ab nahi rahi
aap khud misal is forum par dek sakte loog fiqh ke lie kaise lar rahe hy
aap jitna bi daleel dedo quran aur hadees se lekin us ko thukra dete hy aur apne imam ki baat karte hy
to laazmi zarurat hy sab ko sirf aur sirf quran aur hadees par jama kia jae aur is par hi kisi ko jama kia jaa sakta hy bas[DOUBLEPOST=1349252658][/DOUBLEPOST]

baki 4 mashoor firqe hy jis me se ek hind o pak me mashoor hy
lekin haq baat sirf quran aur hadees ki hi hosakti hy kisi firqe ki nahi shukria
thik ,,ye to galat bat hai koi bhi fiqa srif apne immam ki bat ko QURAN O HADITH PE TARJIH DE
chalen phir thik kia shaya ab kan khady ho jaen kisi k
.
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
امت محمدﷺ کس چیز پر جمع ہوسکتی ہے؟
کیا فقہ حنفی پر متحد ہوسکتی ہے؟
کیا فقہ شافعی پر جمع ہوسکتی ہے؟
کیا فقہ حنبلی و مالکی پر متحد ہوسکتی ہے؟
کیا قرآن و حدیث پر جمع ہوسکتی ہے؟
Quran o ahadeeth per jamah ho sakti hai fiqa e MOHAMMADI saww per
jinki baat pe naa koi musalmaan kar hi nahin kar sakta ;) aur jinki
baat ko dil se lagana har MUSALMAAN ka farz hai fiqh o firqa khud
Imam Hanbal Imam Malik Imam Abu Hanifa
Imam shafaiy rehmat ULLAH ALAYEHE WA AJMAEEN ke bhi banaye huwe hain hain
woh loug bhi kabhi nahin bole ke humari pairvi karo balke wo to hum tak
RASOOL E KAREEM saww ki pairwi karwane ke liye ahadeeth pohnchane wale imaam the

woh sub humen ye samjhane aaye ke taqleed itbaah sirf eik ki MOHAMMADUR RASOOLALLAH saww ki
agar unko apni pairwi karwani hoti to woh QURAN O AHADEETH per kaam na karte balke
apne jeene ka taur hum per thopte naa hi unhone kabhi yeh daava dhara ke humara firqa hai
aur is hi per chalo balke woh loug to yehi samjhaye humen tamaam Aaiyma r.a ke Rasool e Kareem saww
ki itbaah karo unki pairwi karo .

Aap farma dein agar tum ALLAH se mohabbat
karte ho to meri perwi karo tab ALLAH tumhen
mehboob bana lega aur tumhare liye tumhare
gunah maaf farma dega aur ALLAH nihayat
bakhshne wala mehrban hai

Surat al Imran ayat#31

ALLAH is ummat is ayat ko samajh lene ki iske pairvi karne ki taufeeq aur qismat e mubarak ata farmaye Aameen
 
agreed wid u sahi bula ap ne
lekin phir b logon ki ankh ny khulti aur quran aur hadees ke muqable me hadalle se imam ka qaul pesh karte hy
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
agreed wid u sahi bula ap ne
lekin phir b logon ki ankh ny khulti aur quran aur hadees ke muqable me hadalle se imam ka qaul pesh karte hy
Hummm sahi kaha bhai ALLAH hidayat de sub ko bhai Aameen
Aur woh bhi un imaamon ke jo khud bole ke humare qoul ko hadeeth ke muqable me na laao
agar qoul takra jaaye ahadeeth o QURAN se to humaare qoul ko chorh diya karo /:)
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
of course quran-o-hadees but kuch hadeese alag alag scholars k nazdeek authentic nai hoti jab k dosre ki nazar me authentic!
wahi per ja k ikhtelafat shuru hote hain! jo k hona nahi chaiye!
 
  • Like
Reactions: Hoor
Top