امت محمدﷺ کس چیز پر جمع ہوسکتی ہے؟

  • Work-from-home

امت محمدﷺ کس چیز پر جمع ہوسکتی ہے؟

  • کیا فقہ حنفی پر متحد ہوسکتی ہے؟

    Votes: 0 0.0%
  • کیا فقہ شافعی پر جمع ہوسکتی ہے؟

    Votes: 0 0.0%
  • کیا فقہ حنبلی و مالکی پر متحد ہوسکتی ہے؟

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    29

Ass

Newbie
Oct 6, 2012
2
3
3
agar apna mind set kr len k jahan Allah os k Rasool ka hukam waze ho wahan na kisi imam ko dekhen na peer ko na kisi or ko is tarhan tamam masayle hal ho sakte hen
 
Hoor

Active Member
Oct 22, 2012
324
417
63
BewAfaon ki Nagri
sach yeh hy k hum m ek bimari h...hum kisi ki bat maan nhi skty..cahye humy pata ho k sahi h...haqq h...ikathy hum har chiz py ho skty hain.agrbyh bimari KHTM KAR LAIN TUU>>>WALAHE>>>>MUSALMAN RAJJ KARY GA
yes us per sab jama ho sakte hain. n hona bhi chaiye!
logon ny hadesain badal dinhain...matlab k matlab nikal liye hain....quran k tarjumy m fark h....hum kahan jain yh ulma hmry rasta dekhany k bajae...hum kahain ka nhi chor rhy,apas ki jang m baki musalman rul rhy hain...
 
  • Like
Reactions: hoorain

lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
sach yeh hy k hum m ek bimari h...hum kisi ki bat maan nhi skty..cahye humy pata ho k sahi h...haqq h...ikathy hum har chiz py ho skty hain.agrbyh bimari KHTM KAR LAIN TUU>>>WALAHE>>>>MUSALMAN RAJJ KARY GA
logon ny hadesain badal dinhain...matlab k matlab nikal liye hain....quran k tarjumy m fark h....hum kahan jain yh ulma hmry rasta dekhany k bajae...hum kahain ka nhi chor rhy,apas ki jang m baki musalman rul rhy hain...

salam. aaj humaray paas sahih ahadees aur quran kay athentic tarjuma mojoud haian.

aap khud koshish karain samajhnay ki. allah zaroor haq ki rah dekha deta hai.

jab aap sachay dil say tahqeeq kernay niklaian gee to allah aap ko seedhi rah dekha day ga. insha allah

dunya ki cheezon maian hum kitni tahqeeq kertay haian lakin jab islam ki bat aati hai to hum saara apnay baboon aur moulvion per choor detay haian.
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH and Hoor

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
sach yeh hy k hum m ek bimari h...hum kisi ki bat maan nhi skty..cahye humy pata ho k sahi h...haqq h...ikathy hum har chiz py ho skty hain.agrbyh bimari KHTM KAR LAIN TUU>>>WALAHE>>>>MUSALMAN RAJJ KARY GA
.
agreed
 
Munawer92

Newbie
Jan 31, 2013
5
1
3
12 rabi ul awwal aik aam ul fal hai, isi per tamam ulma ka ijma hai, siwae chand aik taffarrqa phelane walon ke. Eid mila dun NABI S.A.W.W ager kisi or tareekh ko parti to us din manate, per taffarqa phelane walon ko us din per bhi aitraz hota. :)[DOUBLEPOST=1359662908][/DOUBLEPOST]jo hadees jiske nazdeek ziada authentic hai, us maslak ka usi per amal hai.[DOUBLEPOST=1359663474][/DOUBLEPOST]Ager behs ka shoq hai, to pehle Usoole Hadees, Fann e Hadees or Siha Sitta ki tamam books parho phir behs kero, aesa nahi hai ke jo bat abhi tak aapki nazar se na guzri ho to uska wajood hi nahi, yeh aapke ilm ki kami hai, ager koi 12 rabi awwal ko miladunnabi manata hai to uske pas bhi hadees mojud hai, nahi manata uske paas bhi, hadees or usoole hadees ko samne rakhte hue hi ulama ne 12 rabi ul awwal ko miladunnabi ka din theraya hai. aesa to mumkin hai nahi k koi subha uthey or kahe chalo bhai aaj eid mana len. ھد اک اللہ
 
kia ap usool hadees fan hadees aur sahi sitta sab kar lie hy?
zara 12 rabbi awal ko jashn manen walon ke paas konsi daleel hy idar share karenge
shukria
 
Munawer92

Newbie
Jan 31, 2013
5
1
3
To?? Aap ne kuch nai kia? to phir behs kerne kiun aae hain?? mene pehle bhi bataya apko ke ager koi Hadees "apki" nazar se na guzri to iska matlb yeh nahi ke uska wajood nahi, ya aap us ka inkar kerdo...[DOUBLEPOST=1360424835][/DOUBLEPOST]

To?? Aap ne kuch nai kia? to phir behs kerne kiun aae hain?? mene pehle bhi bataya apko ke ager koi Hadees "apki" nazar se na guzri to iska matlb yeh nahi ke uska wajood nahi, ya aap us ka inkar kerdo... Mian Tafarraqa phelana baund kijie shukria[DOUBLEPOST=1360425617][/DOUBLEPOST]aj aise Badnasib bhi he jo Wiladate Rasool par khushi ki is badi sa'adat se Mehrum he aur dusre Musalmano ko bhi Mehrum Karne ki Koshish karte he. Quran-E-Muqaddas me Allah irshad farmata he,
"Yad dilao Unhe Allah tala ke din"
(Surah Ibrahim)
isi aayat ke tehat Hazrat Abdullah Bin Abbas farmate he ki Ayyamullah se Murada wo din he jinme Allah talane apne Bando par inam aur nemato ki barish farmayi. Aur Allah tala farmata he "Ae Mehboob Aap Farma de Allah ke Fajal aur uski Rehmat ke milne par chahiye ke log khub Khushi kare aur apne Rab ke Fajal ki khub charcha kare
(Surah Yunus)
To yakinan Rehmat-E-Aalam ki wiladat se badh kar aur kya nemat ho sakti he.
Sahibe tafsire ruhool bayan farmate he ki Milad Sharif Karna bhi Rasool-E-Akram ki tajim he
(Jild 5, Safa 661)

Beshak Milad-E-Mustfa Shab-E-Eid,Shab-E-Meraj,Shabebarat yaha tak ke Lailatul Qadra se bhi afzal he. Kyunki ye sub rate Huzoor hi ke sadqe aur tufail me Hum Musalmano ko nasib hui he. Khushi jahir karne ka waqt Lailatul Qadra he to Huzoor ke juhnor ka waqt Eid-E-Milad he. Milaudun Nabi ka Sabut Quran-E-Pak me Para-3,Ruku-16 me bhi saf maujud he. Jo iska inkar karte he wo Quran ke Munkir he. Allah pak Musalmano ko Milad-E-Mustfa ke tufail har gumrahi se mehfooz rakhe. Aur hum subko Humare Pyare Aaqa Ki Pyari sunnato par amal karne ki tofik ata farmaye. Allah tala is Mubarak Din Ke Sadke aur tufail hum subki pareshaniya dur farmaye.
Aameen
(Ek Martba Durud-E-Pak padhe)

[DOUBLEPOST=1360425742][/DOUBLEPOST]ager apko pas koi Ayat , Hadees mojud ho jis main likha ho ke Mila dun Nabi manan Haram hai, Sakht, Shirk hai, bidat hai, gunah hai wgera wgera to zrur post kijie ga.. intizar rahe ga..[DOUBLEPOST=1360427210][/DOUBLEPOST]Muslim Mian kia Aap Maante ho? ke Allah ne Nabi Pak S.A.W.W ko rehmat bana ker bheja?? kia aap mante ho ke wo ke Deen e Islam, Quran Pak, Huzur S.A.W.W , unki taleemat kia hamare lie kisi "Nemat" se kam hain??? mukhtasar jawab dijie ga, k aap mante ho ya inkar kerte ho???
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK

Hummmm maazrat ke saath lekin aap ne bohot hi ehmaqana baaten ki hain
ab mein aap se kuch arz karne wala hoon jiske likhne mein bohot waqt lagna hai
lekin INSHA'ALLAH mera ye amal kaam kar jayega aur aapko ye baat samajh aayegi
ke milad un nabi alaehe salam ka jashn biddat hai aur har biddat gumrahi hai
subse pehla aetraaz aapka ke jo hadeeth nazron se nahin guzri iska ye matlab nahin
ke us hadeeth ka koi wajood hi nahin
janab hadeeth agar aankhon se nahin guzri matlab parhi hi nahin aur agar wo sunne mein bhi nahin aaiy
matlab ke goya bande ne hadeeth suni na parhi to jise na suna na parha kisi bhi jaahil ke
munh se kuch bhi sun liya aur hadeeth maan lein ?? naa abhi itni MUSALMANIYAT zinda hai
abhi qoul e RASOOLALLAH sallallaho alaehe wassallam se mohabbat baaqi hai dilon mein
agar koi manmani baat mere Aaqa alaehe salam ke mutaliq kahi gaiy to uske mutaliq tehqeeq zaroor hogi
aur haq baat saamne rakhi jaayegi nazron se 10 baar guzaarne ke baad
doosri baat janab yaad dilao apne bandon ko wo din jin me ALLAH ne rehmat ki baarish ki ??
to paani wali barish bhi ALLAH ki rehmat hai mein June july August January December kis kis din
is ayah pe khara utarne ke liye jashn manaaun ?? :s aur rehmat to humare liye phal aur sabziyan bhi hain
jo rouz ALLAH ke karam se ugti hain to mein kitne saib aam amrood anaar gobi pe ugne pe jashn karun ??
achha chalen Anbiya alaehe salam ki baat kar lete hain saare Anbiya humare liye rehmat ka baais hain naa ??
so eik saal mein kitne jashn ho gaye pehle ye total karke bata do aap ??
teesri baat agar Quran mein RASOOLALLAH sallallaho alaehe wassallam ke milad ke din jashn ka hukm hai
to is tarah ALLAH ke hukm per amal khud RASOOLALLAH sallallaho alaehe wassallam ne kiya naa hi
unke Sahabion radiallah anham ne aur agar bad naseebi eid milad ke jashn se mehroomi me hai to
isse taabe'een tab e tabe'een salaf swaliheen umhaatulmomineen aaiyma e ikraam ehl e sunnah wal jamat ke akabireen
misilan Imam Abu Hanifa Imam Ahmed Imam Shafaiy Imam Malik rahemullah alaehe wa ajmaeen
bad naseeb hain (MA'AZALLAH)haan in sub buzargaan e deen se wo maloon raafzi Zafar khush naseeb hai
jis ne eid milad un nabi ke jashn ka aghaaz kiya
is din ke sadqe ?? aap ALLAH se sadqe kyun maangte ho ?? wo bhi dinon ke ??
khair aakhir mein aap ne kaha ke koi eik aisi hadeeth jisme likha ho ke eid milad un nabi manana biddat hai
to aisi ahadeeth maujood hain

" جس كسى نے بھى كوئى ايسا عمل كيا جس پر ہمارا حكم نہيں ہے تو وہ مردود ہے "
اسے امام مسلم نے صحيح مسلم ميں روايت كيا ہے.

to kya aap eid milad per RASOOLALLAH sallallaho alaehe wassallam ka
hukm dikha sakte ho ?? ab aap do jawabon mein se eik dengen
pehla..Aap sallallaho alaehe wassallam ke roze wali baat to usse
to yehi pata lagta hai ke aap alaehe salam ke liye pehli wahi aur unke
peidaiysh ke liye har peer ka din barabar ehem tha
to phir hum unse barh kar aaqil hone ki koshish kyun karen ??
doosra is hadeeth me lafz eid milad to nahin
to phir mein valentine day ko is saal aelaan kar dun ke ise
manana (MA'AZALLAH)ISLAM mein jaaiyz hai aur iska karna sawab hai
aur mein is din sirf mangetar ko mil kar use phool deta hoon pyar bhari
baaten karta hoon jiska karna behad sawab hai na karne wala
kambakht hai aap saboot maangoge to mein bol dunga
is din ko na manane ka hukm kahan hai ??
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

Munawer92

Newbie
Jan 31, 2013
5
1
3
yaa to aapne meri bat smjhee hi nahi ya smjhna nahi chahte... thats all[DOUBLEPOST=1360875496][/DOUBLEPOST]Apko apki "yeh" wali musalmaniyat mubarak ho لکم دینکم ولی دین ۃ
 
Top