امت محمدﷺ کس چیز پر جمع ہوسکتی ہے؟

  • Work-from-home

امت محمدﷺ کس چیز پر جمع ہوسکتی ہے؟

  • کیا فقہ حنفی پر متحد ہوسکتی ہے؟

    Votes: 0 0.0%
  • کیا فقہ شافعی پر جمع ہوسکتی ہے؟

    Votes: 0 0.0%
  • کیا فقہ حنبلی و مالکی پر متحد ہوسکتی ہے؟

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    29

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
امت محمدﷺ کس چیز پر جمع ہوسکتی ہے؟
کیا فقہ حنفی پر متحد ہوسکتی ہے؟
کیا فقہ شافعی پر جمع ہوسکتی ہے؟
کیا فقہ حنبلی و مالکی پر متحد ہوسکتی ہے؟
کیا قرآن و حدیث پر جمع ہوسکتی ہے؟
bela shuba serf aur serf Quran aur hadith k saath he muslim ummah unite hosakte hain, aur yeh mai ne pahlay bhi kuch threads mei mention kiye.
and abhi dekh rahe hu k sabhe votes mele Quran and Hadith ko follow kerne k aur baki fiqh ko koi 1 vote bhi nai mele per ager esay ek baat pe sab mutahid hain tu baihuss kes baat pe ker rahe hain?
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
yeh kesa sawal hai yr
imaamon se ghalti ho sakti hai lekin Allah ki nazil ki gayi kitaab or Rasool Allah SAW ka farman kese ghalt ho sakta hai aap itni azeem kitab ko or rasool Allah ke tamaam farmanaat ko sirf ek makhsos imaam se kaise match kar sakte ho?
 
  • Like
Reactions: *Muslim* and Sabah

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
yeh kesa sawal hai yr
imaamon se ghalti ho sakti hai lekin Allah ki gayi kitaab or Rasool Allah SAW ka farman kese ghalt ho sakta hai aap itni azeem kitab ko or rasool Allah ke tamaam farmanaat ko sirf ek makhsos imaam se kaise match kar sakte ho?
belkul sahi kaha fahad per yeh tu un log ko sochna hain jho aisa kerte hain,
imam k fiqh mei differences search ker k us pe baihuss aur mubahisa hota hain k kaunse sahi hain and kaunsa ghalat jub k sahi aur ghalat tu Quran and Sahih Hadith se wazeh hain pir yeh bena matlab k baihuss mei padhne ki koi sense he nai banta,
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
belkul sahi kaha fahad per yeh tu un log ko sochna hain jho aisa kerte hain,
imam k fiqh mei differences search ker k us pe baihuss aur mubahisa hota hain k kaunse sahi hain and kaunsa ghalat jub k sahi aur ghalat tu Quran and Sahih Hadith se wazeh hain pir yeh bena matlab k baihuss mei padhne ki koi sense he nai banta,
banti hai sense or woh sense bas yehi hoti hai ke hamara pura ghar hamesha se unki baaton per amal karta aya hai hamare sab relatives sab dost yaar unko sahi samjhte hain balke pakistan main ek bari tadaad unke farmaanon per amal karti hai to woh agar ghalt hote to woh sab log unko sahi kyun samjhte
jabke islaam ka nazaria thora differnt hai kyunke yehi baaten ahl e kuffar bhi kya karte the jab rasool Allah unko quran parh ker sunate the unka kehna bhi yehi hota tha ke jin aqaon ko hamare abaao ajdaad hamare baap daada ab tak pojte aye hain hamare woh khuda ghalat kaise ho sakte hain lekin unhi logon main se jin logon ko Allah hidayat naseeb kar deta tha or woh quran parhte the to unke dil pighal jate the or woh daira islaam main pure ke pure dakhil hojate the
to aj hum phir apni kam aqli ki wajah se ussi dour main ja rahe hain or aj bhi hamen apne kisi amal ka pata nhi hota ke hamara yeh amal Allah or uske rasool ke farmaan ke mutabiq bhi hai ke nahi kyunke pata hamen tab chalta na jab hum khud quran khol ker uski ayaton ko samjhne ki koshish karte ya Muhammad ke farmaanon ko parhne ke bad kabi tasdeeq karne ki koshish bhi karte ke aya yeh farman sahi bhi hai ya nahi lekin in sab ke bawajod hum andhi taqleed ka shikaar hain ke kisi itne bare aalim ne kaha hai to ghalt thori kaha hoga or iska result yeh hai ke aj quran har ghar main rakha hoa hai lekin sirf aqeedat or ehtriaam ki had tak parhne ki ya parh ker samjhne ki zarorat aj kisi ko mehsoos nhi hoti
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
bela shuba serf aur serf Quran aur hadith k saath he muslim ummah unite hosakte hain, aur yeh mai ne pahlay bhi kuch threads mei mention kiye.
and abhi dekh rahe hu k sabhe votes mele Quran and Hadith ko follow kerne k aur baki fiqh ko koi 1 vote bhi nai mele per ager esay ek baat pe sab mutahid hain tu baihuss kes baat pe ker rahe hain?
g kch log hy jinko link dene ke baad bi na idar vote kie na comment is se bhi ap andaza laga sakti hy ke wo kia chahte hy, yane taqleed is tarah se zaher banke zehno me ghussi huyi hy ke ham imaam ki baat ko galat maan ne k lie tayyar nahi lekin hadees ko nazar andaz kar sakte hy ya phir hadees ke muqable me mullaon ke qaul ko le aate hy
Allah hidayat de ameen
 
  • Like
Reactions: Sabah
Top