Ramadan Ke Masail

  • Work-from-home

*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
mere sath bhi 1 masla h
mujhe iron &vitamin deficiency h.
roza m mujhe chuker ate h or ankhon k samne andhera ajata h .or tension hoti h to mujhe
tension dur karne k liye net or tv dekhna parta h.kiu k roze k khyal s tension hoti h .
kiya ase m muj p roza ferz h???????
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

apne agar pura thread gaur se padha ho to wazahat hai umse
apko roza rakhne se marz aur badh raha hai aur nuqsandeh sabit ho raha hai to aap roza chod sakte hain
phir jab Allah apko sahet de usko mukammal karlen iski daleem phir apke samne rakhte hain

  • Like
Reactions: *shehzadi*

*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
q : kiya koi roza rakhe is niyat se k ferz b ada hojae ga or sahat b thikh ho g .ku k roza rakhne se shafa milty he jo kisi dawa se ni milty.to ye thik h?
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
q : kiya koi roza rakhe is niyat se k ferz b ada hojae ga or sahat b thikh ho g .ku k roza rakhne se shafa milty he jo kisi dawa se ni milty.to ye thik h?

ye padhen aap mareez k liye kya karna hai sab wazahat hai
agar phir bhi kuch samajh nahi aaya to zaroor puchen
jazakallah khair​
 
*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
ye mere swal ka jwab ni he:(

swal to tha k
kahte hen roza khalis allah k lye rakhna chahye mager koi is niyat s rakh le k shafa mille g or alllah ka haq b ada hojae ga to kiya wo galt na hoga???
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
ye mere swal ka jwab ni he:(

swal to tha k
kahte hen roza khalis allah k lye rakhna chahye mager koi is niyat s rakh le k shafa mille g or alllah ka haq b ada hojae ga to kiya wo galt na hoga???

behna agar ap khalis Allah ki raza k liye roza rakhen to zaroor usme apko ajar o sawab aur sath me shifa bhi milegi aur ramzan rehmaton barkaton wala mahina hai aap Allah k huzoor duaen karen inshaAllah wo sunta hai aur qabool bhi karta hai

ab rahi baat sahet ki agar apki sahet ko koi nuqsan ho roza rakhne se to apke liye jab sahet theek hojaye us waqt roze ki qaza karne ki chut hai isliye hamne mareez k liye kya hukm hai wo post apke samne rakhe

to agar aap rehsakti hain ramzan k roze to zaroor rahen khalis Allah k liye aur ye umeed rakhen k iska ajar apko milega aur sath me shifa bhi

Allah apko sahet se salamat rakhe shifa e kaameela aajeela aata farmaye Aameen :)
 
*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
kiya eid k doosre roz roza rakh sakte hen? ramzan k wo roza jo qaza huwa.ku k bad me roza rakhna mushkil hota he ramzan m adat hojaty he roza ki to asani se qaza roza rakh sakte hen after ramzan
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
kiya eid k doosre roz roza rakh sakte hen? ramzan k wo roza jo qaza huwa.ku k bad me roza rakhna mushkil hota he ramzan m adat hojaty he roza ki to asani se qaza roza rakh sakte hen after ramzan

haan behna bilkul aap eid k dusre din roze rakh sakte ho jo ramzan me chut gaye
lekin eid k roz nahi rakhsakte is ka khayal rakhen :)
 
  • Like
Reactions: *shehzadi*

*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
ji nasir bro ye to mujhe ptta tha k eid k din ijazat ni roze ki
eeeeeeeeeehhehehehehehehheh eid k din bhalla kon roza rakhta he .inna maze ka din hota he wo to{(yahoo12)}{(yahoo12)}{(yahoo12)}{(yahoo12)}
 
MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
JazakAllah khair
already mein yeh last year parh chuki hon...
lekin phr reread kiya kuch ahkam....
aur bhi read karonge INSHALLAH:)

keep sharing such useful posts:)
 
Top