Ramadan Ke Masail

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Walaikum salam Wrwb!
MashAllah buhut acha silsela shoro kia hai aapne, will surely paas some questions next time InshAllah :)
JazakAllah Khair..
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
q : kiya roza me cream ya ubtan lga sakte hen face pe??? wo b to giza he skin ki?????{(thinkg)}
ye paith ki gizah nahi hai aur nahi halaq se jaati hai
jaise ham saboon soap ka istemal karte hain waise ye bhi karsakte hain
lekin behtar hai aap roze ke baad iska istemal karen kyun ye zaroori to nahi k roz istemal karen
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
kiya ramzan me taraweeh parna lazmi he orton k lye? kiya taraweeh chor sakte hen ka b ka b
behna taraweeh parna lazami nahi chahe aurten ho ya mard
lekin isme bohot ajar o sawab hai aur ramzan me har ache amal ka badla kayi gunah milega
70 se 700 gunah sawab balke isse bhi zyada Allah hame aata karega to isliye hame ahtemam karna chahiye
lekin agar koi uzr hai to koi baat nahi aur ye farz nahi hai lekin parhen to hamare liye behtar hai :)

Allah hamare liye neik kaam karna aasan kare Aameen
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
[SHADOW=2]
AslamoAlicum
:)
Nasir bhaiya me ko aik Q pouchna hai abt roza
mera chota bhatija hai jo ka bht ziddi hai sometym usy bahlany ka liya jhoot bolna perta hai
like jab us ka baba office jaty hai tu wo bhi zidd krta hai tu usy asa keh kr tala jata hai ka baba wash room mai hai ya fir ksi dosry room mai hai aur isi terha aur bhi ksi baat ka liya zidd kry tu asa krna prta hai
as in ramadan sab ka hi roza hota hai so kiya rozay ki halat mai asa krna theek hoga ya nahi??
[/SHADOW]
 
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
bohot acha sawal behna aur mazirath ke ham der se iska jawab de rahe hain
aap sawal puch kar hame vm kardena chahiye tha

shariat islamai me har haal me jhoot bolna mamnoo hai siwaye iske ke jiska hadees me isteshna agaya hai maslan do bhaion ke darmayan sulah kar wane k liye

aur jhoot ki hurmat ke bare me Quran majeed aur ahadees me bohot se dalail maujood hain

musnad Ahmed ki riwayat ke alfaz ye hain ke

من قال لصبی تعال ھاک ثم لم یعطہ فھی کذبۃ۔۹۶۲۵

جس نے کسی بچے سے کہا کہ ادھر آو یہ لے لو اور پھر اسے وہ نہ دیا جس کے لیے اس نے اسے بلایا تھا تو یہ بھی ایک جھوٹ ہے۔

اس روایت کو شیخ شعیب ارنووط نے شیخین کی شرط پر صحیح قرار دیا ہے۔

aur jhoot ko Allah aur iske Rasul sallellahu alayhiwasallam ne haram qarar diya hai :)

umeed hai apke sawal ka maqool jawab apko mil gaya hoga :)

jazakallah khair :)
 
*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
koi baat nahi bhai actually em sorry mujhe khayal nahi aya VM ka
jazakAllah bakhair bro
:)
thank u so much for ur precious tym
:)
 
*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
Aslamoalikum nasir bhai
:)
about use of contact lenses during fast
actually mai uni mai mostly contact lenes ko prefer krti hoon as compare to glasses
meri aik frnd na bataya ka contact lenses rozay ka doran use nahi krty
fir mai na google pr is ka bary mai search kiya tu different sites pr different info thi
jasy ka sirf color contact lenses wear nahi krty while app transparent use kr skty hai
den asa bhi likha tha ka use nahi krna chahiya
so is bary mai app kiya kahy ga?
mai na ramadan mai abhi tak use tu nahi kiya but just for info pouchna tha is bary mai
:)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Aslamoalikum nasir bhai
:)
about use of contact lenses during fast
actually mai uni mai mostly contact lenes ko prefer krti hoon as compare to glasses
meri aik frnd na bataya ka contact lenses rozay ka doran use nahi krty
fir mai na google pr is ka bary mai search kiya tu different sites pr different info thi
jasy ka sirf color contact lenses wear nahi krty while app transparent use kr skty hai
den asa bhi likha tha ka use nahi krna chahiya
so is bary mai app kiya kahy ga?
mai na ramadan mai abhi tak use tu nahi kiya but just for info pouchna tha is bary mai
:)

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
phir se apne hame vm nahi kiya /:)

aur behna contact lenses me koi harj nahi aap laga sakte ho
mazeed ek sawal aur uske jawab par nazar dalen apko mutmain jawab mil jayega inshaAllah

شیخ صالح المنجد اس بارے ایک سوال کا جواب دیتے ہوئے کہتے ہیں:

سوال : كيا روزے كى حالت ميں آنكھوں كے لينز استعمال كرنا جائز ہيں، كيونكہ آپ جانتے ہيں كہ يہ لينز صاف كرنے كے ليے خاص قسم كے محلول ميں ركھے جاتے ہيں، گزارش ہے كہ جواب تفصيل سے ديں ؟

الحمد للہ:
روزے كى حالت ميں آنكھوں كے اندر لگائے جانے والے لينز خاص محلول ميں ركھ كر صاف كرنے كے بعد استعمال كرنے ميں روزہ كو كوئى نقصان نہيں؛ كيونكہ زيادہ سے زيادہ يہى ہے كہ محلول سے كچھ نہ كچھ آنكھ ميں جائےگا، تو يہ آنكھ كے قطرہ كى مانند ہے، علماء كرام كے صحيح قول كے مطابق يہ روزے كو فاسد نہيں كرتا.

شيخ ابن عثيمين رحمہ اللہ تعالى كہتے ہيں:

" روزے دار كے ليے آنكھوں ميں سرمہ، اور قطرے اور كانوں ميں قطرے ڈالنے ميں كوئى حرج نہيں، حتى كہ اگر وہ اس كا ذائقہ اپنے حلق ميں بھى محسوس كرے تو اس سے اس كا روزہ نہيں ٹوٹتا؛ كيونكہ يہ كھانا پينا نہيں، اور نہ ہى كھانے پينے كے معنى ميں آتا ہے.

اور دليل تو كھانے پينے كے منع ميں آئى ہے، لہذا جو كھانے پينے كے معنى ميں نہيں اسے اس كے ساتھ ملحق نہيں كيا جا سكتا، ہم نے جو ذكر كيا ہے شيخ الاسلام ابن تيميہ رحمہ اللہ تعالى نے بھى يہى اختيار كيا ہے، اور صحيح بھى يہى ہے " انتہى
ديكھيں: فقہ العبادات صفحہ نمبر ( 191 ).
مزيد تفصيل كے ليے آپ سوال نمبر ( 2299 ) اور ( 22199 ) اور ( 38023 ) كے جوابات كا ضرور مطالعہ كريں.
واللہ اعلم .

الاسلام سوال وجواب
 
shukran bhai
:)
abhi meri sari tension khatam hoi warna tu suspense hi tha ka use kron ya nahi
:)
pr ab ki baar mai na sach mai VM kiya ha
{(upset)}
shyd app na check nahi kra hoga
:-/
jazakAllah Bakhair bro
:)
 
Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
Asslam o Alikum wrwb...:)

Mufti Sahib Mufti Sahib mojhe bhi 2 sawal pochne hain:D
aik to ye k agar rozay ki halat me gums se blood nikal ae aur taste bhi feel ho to kia roza makrooh ho jata hai ya body k kisi bhi part se blood nikle yani kahin se cut jae etc to is k lie kia hukum hai?

dosra sawal ye hai k jab tahajud me hum Haram Shaif jate hain aur imaam Sahib k piche hum namaz parhte hain to in nawafil me jo tasbeeh parhi jati h os ki tedad bhi 75 hai aik rakat me to humare 75 hone se pehle imaam sahib parh lete hain yani sajda me ya rukoo me to muqtadi kia karein?wo hum se jaldi parh lein aur onki tedad pori ho jae lekin humari na ho to?

wese jazak Allah aap ne buhot hi achi thread lgai h.Ramzan k mah me aik naikii ka double sawab hai to aap ko Allah tala aap ki is naiki pr khoob ajar de ga insha Allah
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
wssalam u alaikum
mashaAllah acha thread bnaya bhai..jazakAllah..
muje b kuch pochna huva to zarur pochon gi..
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

shukran bhai
:)
abhi meri sari tension khatam hoi warna tu suspense hi tha ka use kron ya nahi
:)
pr ab ki baar mai na sach mai VM kiya ha
{(upset)}
shyd app na check nahi kra hoga
:-/
jazakAllah Bakhair bro
:)
Allahi barik feek :)
haan hosakta hai ke hamne check nahi kiya ho /:)
 
  • Like
Reactions: Sparkofighter

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Asslam o Alikum wrwb...:)

Mufti Sahib Mufti Sahib mojhe bhi 2 sawal pochne hain:D
aik to ye k agar rozay ki halat me gums se blood nikal ae aur taste bhi feel ho to kia roza makrooh ho jata hai ya body k kisi bhi part se blood nikle yani kahin se cut jae etc to is k lie kia hukum hai?

dosra sawal ye hai k jab tahajud me hum Haram Shaif jate hain aur imaam Sahib k piche hum namaz parhte hain to in nawafil me jo tasbeeh parhi jati h os ki tedad bhi 75 hai aik rakat me to humare 75 hone se pehle imaam sahib parh lete hain yani sajda me ya rukoo me to muqtadi kia karein?wo hum se jaldi parh lein aur onki tedad pori ho jae lekin humari na ho to?

wese jazak Allah aap ne buhot hi achi thread lgai h.Ramzan k mah me aik naikii ka double sawab hai to aap ko Allah tala aap ki is naiki pr khoob ajar de ga insha Allah

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

shukriya mohtarma aur ham koi mufti nahi aur naa hi ham Aalim hain
bas ek talib e ilm hain aur har masale me tahqeeq karte hain jo baat Quran aur hadees se miljaye usko lelete hain Alhamdulillah :)

aap ye konsi tasbeeh ka zikar kar rahe hain thori wazahat karen phir apke sawalon ka jawab denge inshaAllah
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

shukriya mohtarma aur ham koi mufti nahi aur naa hi ham Aalim hain
bas ek talib e ilm hain aur har masale me tahqeeq karte hain jo baat Quran aur hadees se miljaye usko lelete hain Alhamdulillah :)

aap ye konsi tasbeeh ka zikar kar rahe hain thori wazahat karen phir apke sawalon ka jawab denge inshaAllah
Asslam o Alikum...sab se pehle mazirat chahon gi takheer hoi zara si reply krne me:)

Allah aap ko Talib ilam se Mufti Sahib bna de.ameen:D
main jis tasbeeh ka zikar kr rahi hon ose kuch loog Salat Tasbeeh bhi kehte hain aur Ramzan k akhri 10 ratoon me jo Haram Pak me parhi jati h wo bhi chand logon k nazdeek salat altasbeeh hai.shayad meri nakis maloomat sahi na ho.aap sahi bta dein takay meri ghalati sahi ho jae.
sath hi is k hawalay se aik image bhi share kr rahi hon.

DSC01462.JPG
 
Top