Ramadan Ke Masail

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313


Asslam o Alikum...sab se pehle mazirat chahon gi takheer hoi zara si reply krne me:)

Allah aap ko Talib ilam se Mufti Sahib bna de.ameen:D
main jis tasbeeh ka zikar kr rahi hon ose kuch loog Salat Tasbeeh bhi kehte hain aur Ramzan k akhri 10 ratoon me jo Haram Pak me parhi jati h wo bhi chand logon k nazdeek salat altasbeeh hai.shayad meri nakis maloomat sahi na ho.aap sahi bta dein takay meri ghalati sahi ho jae.
sath hi is k hawalay se aik image bhi share kr rahi hon.


wa Alaykum Assalam Wrwb :)
koi baat nahi takheer huyi lekin apne wazahat to ki

aur hamare liye dua karen ke ham haq par rahen aur haq par hi hamara khatma ho
mufti nahi banna hame /:)

apne jis dua ka pucha hai wo ham samajh gaye inshaAllah apko jawab miljayega
jazakallah khair
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

aik to ye k agar rozay ki halat me gums se blood nikal ae aur taste bhi feel ho to kia roza makrooh ho jata hai ya body k kisi bhi part se blood nikle yani kahin se cut jae etc to is k lie kia hukum hai?


دانتوں سے نکلنے والاخون روزے پر اثرانداز نہيں ہوتا اورنہ ہی اس سے روزہ ٹوٹتا ہے ، چاہے وہ خود نکلے یا کسی کے زدکوب کرنے سے ۔


لیکن روزے دار پر اس خون کو نگلنا حرام ہے ، اوراگر اس نے جان بوجھ کر نگل لیا توروزہ ٹوٹ جائے گا ۔

( باقی جسم کا حکم )
اگرتونکالا گیا خون عرفا قلیل ہوتو اس سے روزہ کو کچھ نقصان نہيں ہوتا اوروہ صحیح ہے اس پرقصاء واجب نہيں ، لیکن اگر عرفی طور پر خون کی مقدار زيادہ ہو پھر اسے اس دن کی قضاء ادا کرنا ہوگي تا کہ اختلاف سے بچا جاسکے ، اوراحتیاط پر عمل کرتے ہوئے بری الذمہ ہوا جاسکے ۔

اللہ تعالی ہی توفیق بخشنے والا ہے ، اللہ تعالی ہمارے نبی محمد صلی اللہ علیہ وسلم ان کی آل اورصحابہ کرام پراپنی رحمتیں نازل فرمائے ۔ .
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
dosra sawal ye hai k jab tahajud me hum Haram Shaif jate hain aur imaam Sahib k piche hum namaz parhte hain to in nawafil me jo tasbeeh parhi jati h os ki tedad bhi 75 hai aik rakat me to humare 75 hone se pehle imaam sahib parh lete hain yani sajda me ya rukoo me to muqtadi kia karein?wo hum se jaldi parh lein aur onki tedad pori ho jae lekin humari na ho to?
nawafil ho ya faraiz aap ruku aur sujood me Allah ki tasbeeh jitni chahe bayan karsakte hain aur kayi ahadees me alag alag duaen bhi aye hain jo ham parhsakte hain

aur inko kam se kam 3 baar parhna hai aur zyada ki koi hadd nahi jitna ham parhsaken :)

ye dua jo apne yahan zikar kiye hain ye bhi aap parhsakte hain lekin isme ye hadd nahi ke 75 martaba parhen


sahih muslim ki hadees hai ke rokuu main apne rab ki taazeem bayaan karo to is dua ko padhne main koi haraj nahi hai
سبوح قدوس رب الملائكة والر وح

aur sahih bukhari ki hadees hai ke ruku main ye dua bhi padhsakte hain

سبحان الله والحمدللله ولااله الاالله والله اكبراللهم اغفرلي


Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ruku me ye dua bhi parhte the


سبحان الله والحمدللله ولااله الاالله والله اكبراللهم اغفرلي

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: Deep Silence
Top